Murgi

Murgi anda deti hai

anda to safed hota hai

safed to dhood bhi hota hai

lekin dhood to bhains deti hai

lekin bhains to kali hoti hai

kala to bangali hota hai

bangali to paan khata hai

paan to lal hota hai

lal to gulab hota hai

gulab main to kante hote hai

kante to machli main bhi hote hai

lekin machli to achhi hoti hai

achha to aadmi bhi hota hai

lekin aadmi to lamba hota hai

lamba to ye scrap bhi hai

lekin mujhe usase kya

mujhe to tumhara dimag khana tha kha liya


ab yeh batao kaise ho

0 Your Opinion:

Post a Comment